Monday, May 21, 2007

Just For You



jaan-e-sukuun aa bhii jaa teraa hii intazaar hai
aa.Nkho.n se ashk hai ravaa.N jaa.N bhii beqaraar hai
hone ko fasl-e-gul bhii hai, daavat-e-aish hai magar
apanii bahaar kaa mujhe aaj bhii intazaar hai.

No comments: