Saturday, June 11, 2011

Bewitched



ye chaman_zaar ye jamunaa kaa kinaaraa ye mahal 
ye munaqqash dar-o-diivaar ye maharaab ye taaq 
ik shahanashaah ne daulat kaa sahaaraa le kar 
ham Gariibo.n kii muhabbat kaa u.Daayaa hai mazaaq

No comments: